Udaas logo ki tarah udaas hai aaj mosam bhi
Kuch barash gaya mosam kuch baras gayai wo log bhi
.
Kuch hum kharaab kuch waqt kharaab
Gila kary bhi to kis sy wo to masoom thaa
.
Aaj phir sy ayai hai pyaar kai badal es ghar mai
Lagta hai os ki yadai barish ban kai phir sy barsy gi
.
Ishq achy aur bury ko nahe daikhta
Bas ho to kambakht ho hi jata hai
.
Ishq ka vird rat ko hi hota hai
Yaha Aashiq soya nahe karty
.
Osy to dimagh bhool betha hai
Jis ka vird Dil subh o shaam karta hai
.
Wo aisy bhool gaya hamai kaih hum osy
Roz yad karty rahy aur wo hamai roz bhoolta raha
.
Shayd wo hamai pehchany bhi na
Aakhri bar kuch es ada sy bhool gaya tha wo
.
Bohut acha tha wo Be-had acha tha
Bas hamara dil hi to thora tha
.
Bas ab chor deya tumhy yad karna
Himmat nahe Zakhmo par namak dalny ka